Fanaa !!

I am not giving a review, because i am always biased for a kajol's movie (i don't think there is a movie in which she is there, and i did not enjoy watching it). just a few cool dialogues from the movie...

"Hamse door jaoge kaise, Dil se hamein bhulaoge kaise;
Ham wo khusboo hain, Jo sanso mein banste hain;
............. khud ki sanso ko rok paoge kaise."

"Baithi hain hothon ko seekar, Pachtayengi aap;
Ishq jag uthta hai aksar, aisi khamoshi ke baad."

"Tujhe is bajar ka dastoor main samjha nahin sakta,
Bik gaya jo.... wo khariddar ho nahin sakta."

"Bhool kar ke agar hamse koi bhool hui ho,
To bhool samajh kar bhoola dena;
Lekin Bhoolana sirf bhool ko,
Galati se bhi hamein na bhoola dena."

some, which i can relate to :D ...like.......
"Kahte hain mohabbat mein neend nahin aati hai,
Koi hamse bhi mohabbat kar le,
Kambakhat neend bahut aati hai ."

And finally..... the one i forgot in exact words.... i am putting here in english
"To choose between right or wrong is simple, but what defines one's life is the decision between the greater of two goods or the lesser of two evils."

2 comments:

Shoonya said...

Some more......

"Paani se pyas na bujhi,
To mai-khaane ki taraf chal nikla;
Socha shikayat karun teri khuda se,
Par khuda bhi tera ashiq nikla. "

"Fuul hun gulab ka, chameli ka mat samajhna;
Ashiq hun aapka, apni saheli ka mat samajhna."

"Insaan ki khwahish ki koi intehan nahin,
Do gaj jameen chahiye, do gaj kafan ki baat hai;"

"Dard se aankhe char kar lenge,
Hum bhi imtehan de denge;
Teri dosti ke khatir aie dost,
Hum dushmanon se bhi pyar kar lenge."

"Aisa laga khuda ne,
Rakh diya hamare dil pe hath;
Liya naam hamara unhone,
Kuch aisi ada ke sath."

"Bekhudi ki zindagi ham jiya nahin karte,
Jaam dusron se cheenkar hum piya nahin karte;
Unko mohabbat hai to aakar izahaar karein,
Peecha hum bhi kisi ka..... kiya nahin karte."

Rahul said...

too good dude, your awesome